False ceiling benifit and tips

Interior lover's dream Home


Living room false ceiling

Agar aap apne ghar me kuch achha Design karne ki soch rahe hai to sab se pahle aata ceiling jise hum pop false ceiling bolte hai ab isme Gypsum product ka ceiling hone laga hai jisse aapka ceiling installation karte hai ... Gypsum ceiling se sabse pahla 1 benifit hai Ac is se aaka Ac bahot kam lagega. Aur cool jaldi ho jayega 2 hai is me aapa electric wire is me chup jata hai 3 benifit hai is me aapk celinig light lg jayega ceiling tight se aap k ghar ko jada rosan karega wall light se 4 benifit hai


 is me aap har tarha k false ceiling design kara sakte hai ...false ceiling aap k ghar ko bahut khas banata hai ...false ceiling ki installation charge aap k ceiling plaster se 20% jada hai bas false ceiling installation cost minimum 65₹ se 75₹ square feet hai .. is me 4,5 brand hai 1 gyproc gypsum 2 gypsum india 3 Oman gypsum aur bhi hai Gypsum product alag alag city me is ka installation cost thoda different milega


Wooden false ceiling

Gypsum product ka sath sath aapko pvc ceiling, Armstrong celling, Shera board, T Grit celling, wooden ceiling, pop false ceiling, lag bhag itne product available hai is me kuch waterproof hai aur kuch without waterproof hai jis me pani lgne se ceiling demage ho sakta hai

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

False ceiling Installation and false ceiling product

False ceiling installation cost list In Goa

False ceiling benifit and ideas